agar kisi ko mujh se contact karna ha to wo email ka zarya  se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com


hamara is website www.amelsoname.com or in +923135303096 / +923556448962 phone numbers or 

is youtube channel https://www.youtube.com/@amilsoname 

se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha



Showing posts with label mokal in islam in urdu. Show all posts
Showing posts with label mokal in islam in urdu. Show all posts

Wednesday, December 1, 2010

farishta yani mowakil dunia main kon kon se jagao per atay ha ?


As salamu allaiqum

farishta dunia main her us jaga jata ha jaha per Allah pak ka zikar ho raha ho . yeah farishta un gharo main be jata ha jaha per Allah pak ka zikar ho . zada tar yeah masjido main rehna passand karta ha. main apko apna ake sacha wakaya batata ho main masjid main betha tha namaz par raha tha isha ka waquat mana dua ka liya hath othaya or dua ki jab main apni dua khatam kar choka tha yani dua ki ending chal rahe thi to main ushe doran kuch soch ny lag gaya . or sochta sochta mujha helki helki se neend ana lagee or mana apni dono ankhe band kar ka soch he raha tha . k kohi aiya or us ny mera kan main mujh se kaha k keh ameen . phir mana bola ameen . phir mare ankh khul gahe or or main ghar ah gaya . kuch dino baad mana khoweb main deakha ka mare dua kabool ho gahe
farishtoo ka masjido main hona hadees pak se be sabit hota ha
rasool Allah ny farmaya ka masjido main payaz kha kar mat jao ka is se malaheka ko takleef hote ha yani farishtoo ko takleef hote ha
mera hisab se is waquat dunia main sab se zada farishta khanaba main hota ha ya rasool pak ka roza main yani madina yeah video deakha



angels over come in masjid al aqsa
watch this video you will see a light men is listening khutba in masjid e nabi . video time 1.40
yeah video be deakha 




Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





Related Posts