Amel Soname Contact

agar kisi ko hum se contact karna ha to wo email ka zarya hum se contact kareen . dhoka bazoo se hoshyaar rahe jo amel soname naam ki jaise email,website, ya social media websites per id ya telephone number dal kar logo ko dhoka de rahe ha or apna app ko amel soname naam ka bohat bara Amel ya jadugar bata kar logo se paisa lay rahe ha . hamara ahsa logo se koi talooq nahi ha or na he hamara ahsa logo se kohi talooq ha jo amel soname naam se astana ya office khul ka betha ha . hamare kohi telephone support nahi ha. hamare sirf email support ha .is email k ilawa hamare kohi dosare email support nahi ha .email yeah ha amel_soname@yahoo.com

hamara is website www.amelsoname.com se kohi talooq nahi ha yeah hamare nahi ha or na he hum se munsalik ha

Wednesday, December 1, 2010

surah fateha ka mokel se jahiz hajat pore karwana


As salamu allaiqum

ake assan amal bata deta ho surah fateha ka . is amal se na kohi rajat hote ha or na he kohi nooksan or is amal ko karna ki kohi be shart or pabandi ki be zaroorate nahi or na he kisi jalali or jamali perhaz k karna ki zaroorate ha kohi be shaks is amal ko ba assani kar sakta ha . agar kohi shaks yeah chahe k wo surah fateha ka mokel se kam lay or surah fateha ka mokel us ki her jahiz kam main madat kareen to wo u kareen apna room alag karleen yani alag room main sohe , pak saaf ho kar . bawazu halat main apna kamre main aggarbati jalahe . or is amal ki recording raat ko sote waquat apna pc ya mp3 player main play kar k or auto repeat per kar k so jahe taka recording bar bar play hote rahe recording play karna ki awaz ko itna rakhe ka app ko sonahe deta rahe yani sota howa be recording ki awaz apka kano main parti rahe or sobah oth kar is amal ki recording ko band karden roz . ana yeah kam kareen takrebon is amal ki meyad , 4 din se le kar 40 din tak ki ha . jesa jesa din barte jahe gay mokel amel ko jan jata ha phir ahista ahista mokel us ka khoweb main zahir hota ha

mokelat ka ana ki alamat yeah ha
1 khoweb main buzurg nazar ana . yani ahsa admi nazar ana jis ki dare ho zada tar white dare walay buzurg nazar ate ha . kabe kabe kali dare walay jawan qari ya masjid ka iman ki sorate main nazar ate ha . agar is tarah ka khoweb ana shoro ho jahe to samajh lay ka apka pass mokelat ka ana start ho gaya ha
2 khoweb main mazar nazar ana ya apna app ko kisi dargah darbar main deak na zada tar green colour ki mazar zada nazar ate ha
3 khoweb main apna app ko khana kaba main deak na
4 khoweb main apna app ko ya kisi dosare ko namaz parte deak na
5 khoweb main masjid deak na . ya masjid ka under namaz parna . agar is tarah ka khoweb app deak lay ka app masjid ka imam ka picha namaz par rahe ha or bohat sare log imam ka picha namaz par rahe ha to app samajh lay hazaro mokelat ka ana shoro ho gaya ha apka pass or agar app be un logo ka sath khoweb main namaz par rahe ha to app samajh lay ka mokelat ny app ko select karliya ha yani apko passand karliya ha . agar apki in se achi setting ho jahe to app direct khana kaba main namaz par sakta ha alam e badare main (yani neend ki halat main )
6 jisam main se golab ki khushboo ana
7 khoweb main white shalwar kameez walay kapro main log nazar ana
8 khoweb main quran pak deak na ya quran pak ki tilawat sun na . ya kisi ko quran pak parte howa deak na
9 real life main acha acha mohal lag na yani life main kushe kushe mehsos karna
10 apna app ko bohat thanda mezaj or shafqat karna walay banta deak na real life main
11 Allah tala se mohobat karna or nabi pak se mohobat karna real life main

yeah kuch alamateen ha jo mana likhi ha jab mokelat ka Aamil ka pass ana jana start ho jata ha. agar kohi jado ya jinnat ka victim is amal ko kareen ga to garantee nahi ha k wo kamyab ho ga q k shaitan apna se pore kushes kare ga ka amal kamyab na ho saka agar kala jadoo ka victim ya jinnat ka victim irado ka mazbot ha to wo zaroor in mokelat se apna kam k liya madat lay la ga laken is main time phir be lag jata ha

agar doran amal is kisam k log khoweb main zahir ho jesa kohi nanga kara ha ya kohi lady nangi ha or poti pishab deakha , ya khoweb main zina deakha to samajh lay bajahe mokelat ka shaitan tang arana ah gaya ha . bazz okat shaitan buzurgoo ki shakel main hazir hota ha white kapre or dare be hote ha laken shaitan ko pachan ny ki 2 , 3 alamateen ha , no 1 shaitan ka azu nazar ah raha hota ha yani private part deak raha hota ha wo us ko nahi chopa sakta , no 2 shaitan ka face kala nazar ah raha hota ha , or agar mazeed achi tarah tasali karni ho ka yeah mokel ha ya nahi to phir aeo zubilah pareen ya phir lahol wala kowata illa billa pareen agar shaitan howa to ushe waquat bag jahe ga

agar kisi ko khoweb main mokelat wali alamateen zahir hona shoro ho jahe to samajh lay k app kamyab ho rahe ha agar app ko 4 ya 5 din se yeah alamateen zahir hona shoro ho jahe to app apna 40 din pore kareen amal ki reocording roz raat ko chala kar sohe taka khoweb main mokelat app ko waze ho
jab app ka 40 din pore ho jahe to app us ka baad jab jab apko mokel ki zaroorate ho to app is amal ki recording chalahe 2 ya 3 ganta tak or wahe beta rahe phir app Allah se dua kareen for example
ya Allah mare nookare lag jahe . to Allah tala k hukum se wo mokel apki zaroor madat kareen ga . ishe tarah app bar bar yeah recording chala kar mokel se her jahiz kam lay sakta ha
jab tak apka maqsad hall na ho app is amal ki recording ko daily chala kar wohe wohe hukum deta rahe taka maksad jaldy pora ho is amal se sirf jahiz kam lay . najahiz kam her gezz mat lay . najahiz kam lay ga to nooksan ho ga
agar kisi ko mokelat khoweb main nazar nahi ata to wo apna 40 din pore kar k ahsa he dua manga bazz okat mokelat zahir nahi hote laken Aamil ka hukum maanta ha or us ka kam ko pora karte ha
note = mokelat ko is kisam ka hukum madat den ka mera se hum kalam ho ya mera samna hazir ho jao , ya mujh se baat karo . . yeah sab karna ka liya mokelat ki tamam sharayat pore karni parte or us main nooksan ka be khatra hota ha yeah sirf direct mokel se kam karvana ka amal ha to sirf mokel se kam he lay us ko hazir hona ko mat bolay . agar kisi din amal reh jahe to akhir ka dino main pora karleen


Download surah fateha mokel recitation
surah fateha mokel recitation.mp3



Amel Soname Contact 

agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa  hamare kohi or dosare kisi be kisam ki  help support nahi ha 

dua main yaad rakhya ga 
amel soname
amel_soname@yahoo.com





120 comments:

Unknown said...

assalamwalekum bhaijaan..

agar humre ghar m ek he karma ho to us halat m kya kare..kya ear fone laga kar so jae...

Anonymous said...

ap ka contact no mil sakta ha ?

sohail said...

IslamoAlukum

Dear Amel Soname,
App nay appi web site "ilm e mokelat" men suruh fateh ka mokel say jiaz kam lanay kay bary bitaya ,men app say
pochna chata hon kay if is aml kay lye single person room na ho to combine room istamal ker saktay hen?

Kamran said...

Dear Bai jaan, Asalaam alaikum,
Mein ne aap ki website say bahot kuch seekha. Aap maashaAllah bahot tafseel say likhtay hain.
Meray chand sawaal hain, aap say guzaarish hai Kay jaawaab mujjay jald say jald dain.
1. isaar ( yehni amal karnay ke liyay Jo daira banatay hain) uss ka tafseel say tareeka?

2. agar Amal kartay waqt wuzu tootay, ya koi aur emergency ho to kiya karna chaiyay?
3. Amal karnain kay baad, isaar (yehni dairay) say bahir nikalnain ka tareeka?
4. Kiya sirf amal kartay waqat hi moakil daraatay hain ya kissi waqt be aap ko daraa saktay hain?
Allah tahla aap ko hamaysha khush rakhay.
5. kiya moakil Amal karnain waalay Kay ilaawa uss ki family members ko be daraatay hain, ya koi nuksaan detay hain?
6. Kiya moakil kissi mareez ki bemaari ka ilaaj ya medication bata saktay hain?
7. Kiya hum moakil ko physically mehsoos kar saktay hain, yehni haath milaana?
8. Kiya moakil har kaam Jo Islamic ho, jitna hi mushkil ho, kar saktay hain? Yehni kiss kaafir hukamraan ko Muslim bana sakhtay hain?

Aap Kay jawaab ka muntazir, Kamran

nisar said...

nisar

Anonymous said...

m ne alaf ka amal shoro kya h

farukh said...

asslamualaikum amel shaheb me apse surah fatiha mokel recitation wale amal ke bare me ye janna chahta ho ki mere sath kmare do log rhte h to kya me kano me earphone lga kar ye amal kar skta ho.or agar raat me nhane wali zroot aajaye ya hmara wuju toot jaye to koi nuksan to is amal se nhi hoga plz muje iske bare bta digiye.is amal ko krne se koi kisi prkar ka nooksan or khtra to nhi h

Anonymous said...

Asalam Alikum,

Could you please let me know how to take help from moukil of surah Ikhlas and what is the procedure.

What help I can take from Surah Ikhlas and Aytal Kursih.

Could you please also provide me the mp3 file for Surah Ikhlas as you uploaded for Surah Bakarah on your blog.

Shukran

Jazakallah..

KASHIF said...

SALAM SER ME SORAH FATEHA KA MOKEL BANNA CHATA HOON APP SE IJAZAT LENI THI OR KOCH ADVISE BE DAY THANK YOU FROM

zuber said...

assalamu aleaikum.

bhai muje bhi ilm sikhne ka bohot
sokh he is liye mene aap ko ye message bheja he ki muje mokkil ko tabe
karna he to mene kuch esa suna he ke pele kisi amil ki ijajat leni
padti he jo agar amil han kahe tab hi ham vo amal suru karsakte he or
bhai mene ek kitab padi jika naam he ''sama sabistan e raza'' jis me
ek isme azam padneka he jo ba mokkil he or usme esa likha he ki vo
amal be khatar(kisi bhi tarah ka khatara nahi he) he or amil is isme
azam ko padta rahe to khud mokil khud maus hokar amil ke tabe hojate
he. To bhai me ye padne k liye kisi amil ki izazat lena chatan hun to
bhai aap koi amil ka number yan email addresh hoto aap denge par sache
or nek amil ho to uska hi number dena or me india se hun or mene aaj
tak kisi amil se nahi mila or nato mene kabhi amil ko dekhe he to bhai
ho sake to muje madad karna

Anonymous said...

Assalamwalekum bhaijaaan...
Mere do masle hai apse malum karna chati hu
1.Bhaijan bhi kuch waqt phele mene surah fatiha k movakil s jaiz
kam karane k lia ijazat li thi...fir bhaijaan mene wo aml kia b tha
bhaijaan usi amal k dorab mene dekha khwab m k m ek gahre hare rang k
dargah m ja rahi hu n mere sath do tin log or b hai bt jaise he m
dargah k main door m entry kar rahi thi waha ek bhut mota kala sa
azgar baitha hua hua tha...jisne mereko jane ni dia dargah k anadr
bhaija iska matlub zarur bataein mere khwab ka....fir bhaijan mere
nage k din shuru ho gye kuch din baad islia mene wo amal pura ni kar
pai thi but ab m fir s apna amal start karna chati hu...bhaijaan mera
is amal ko karne ka maksad sirf itna hai k mere sasural wale mere s
nafrat karte hai bhut zada mere ghar walo s b bus mera maksad itna hai
un logo k dil m mere o mere ghar walo k lia pyar paida karana chati
hu,bhaijaan ap s bhut bhut bhut guzarish hai k please ap bhi mere lia
Allah s dua kare k Allah mereko mere maksad m kamyab kare...ameen n
surah fatiha k movakil mere madad kar dein...please bhaijan ap aamil
hai bht bade ap agar mere lia dua karenge to be shak meri dua kabool
ho jaegi

sanaullah said...

assalm alikum

main mokil hasil kerna chahata hoon ager koi tareeqa assam aur
taqatwer mokil ka hoo to batain meherbani hogi aur aap mujhe mokil
haasil kerne ka tareeqa batain meher bani hogi allah ke waste me bata
deje aur jayeez kam ke liye

BEE TEE said...

Asalamu Alaikum Wa Rehmatulahi Wa Barakatahu. Dear Murshid Allah bless u, i want to know the use of 'Musk' in Spiritual processes?

BEE TEE said...

Asalamu Alaikum. Is Murshid Important in Muraqqabah or we can do it without any Murshid,if i know about it then?

Unknown said...

salam,
sir mai engage houn..zabarddasti maire mangni mairy kzn sy kara di gae hai..mai kise aur ko pasand krti houn..plz gv me wazifa or whatever...i want to get my love..plz..

Anonymous said...

Assalaamualaikum Aamil sahab. Main Surah Fatiha k Mokel k mutaliq yeh jaanna chahta hoon ki kya agar kamre mein ek se zyada log ho toh kya yeh amal succeed hota hai. Dusra kya is amal ko raat ko karne se pehle wuzu karni hi padhengi. Teesra kya yeh dophar jab soye toh kya us waqt kar sakte hai. Plz hazrat zaroor bataye.

mahwish said...

Asalamualaikum
muhtaram soname sahib allah ap ko khush rakhe aur her naimat se tawaze ameen aik to main ne yeh poochna tha ke main ne surah fateha ka moakel ka wazeefa kiya tha aur pehle din hi aik aurat ko dekha tha us din ke baad se main aap ko maan gai hoon kya aap mujhe apna telephone no de sakte hai aur ab masla yeh he keh mera pyara tota gum gaya hai jo hum sab ko bohat payara tha pleas us ke liye dua kare ke mil jaye kiya aap bata sakte hai keh woh kahan hai ya us ke liye koi dua batain aap ka ahsan sari zindagi nahi bhoolon gi aur main aap ko koi tohfa bhi bhijwana chahti hon mujhe aap ka addres chahiye apni duaoon main yaad rakhen

Anonymous said...

assalamu allaikum.aamil sahab mene aap ki site se bohot kuch sikha or bohot kuch janna or aapne bohot hi ache se tafsir kiya he or aamil sahab aapne kuch surah ki mokali ajimate bhi mp3 me uplode ki he. aamil sahab mene vo suni. or hazrat mene aap ki site ka bhi mutaila kiya or usme mene dekha ki bohot se logon ne aap se bohot kuch pucha he or ijajate bhi mangi he par aamil sahab aap ne kisi ko bhi ek bhi reply nahi diya to aamil sahab meri aap se gujarish he ke aap ho sake to maherbani karke unke savalo ke javab de. muje pata he aap mere is message ko pade. or aamil sahab ham jese gunah garo ko duva me jarur yaad rakhna or hamari jaaij or nek dua kabul ho uski bhi dua karna. hamto gunehgaar he magar aap jese allah vale ham ko madad karenge ho ham bhi kuch sikh sakenge. varna ham to is dunya me ilm se khali aaye or khali hi chale jaynge sirf ek kafan le ke jayenge. ho sake to aamil sahab ham sab ke savalo ka javab jald se jald de. pyasa jese pani talas harjagah karta rehta he ussi tarah ham hamre saval ke javab aapki site pe talas karten rahenge. aamil saheb ho sake to aap apna rafta karne ka number bhi uplode kare jis se ham aap ka rafta kare. jazak allah from panja zuber, jamnagar,gujarat india

Unknown said...

assalamo alaikum hazrat main 19 saal ka hoon, mujhe ye jaanna hai ki iss amal se koi nuksaan toh nahi 2.agar aadhi raat mein hame ehtelaam(night fall)ho jaaye to kya karna honga aur aankhri sawaal ki kya sote waqt agarbatti lagana zaroori hai.main aapke jawaab ka intezaar karunga,allah aapko jazaye khair naseeb farmaye.allah hafiz

Anonymous said...

ap sy kaisy bat ki jye kis account per

Anonymous said...

asalamoalaikum ,i am a girl(24yrs),i hav gone through many parts of ur site,JAZAKALLAH 4 such information,bt i need to know whether i am allowed 4 surah AL-FATIHA(amal 2 hav its MOWAKIL) just to help my MUSLIM sisters nd brothers,actually i hav seen(in dreams),felt SUCH SIGNS of havng MOWAKIL as u just mentioned above,a group of very pious ppl in mosque,once i offered namaz after so many pious men,once i saw smbdy is translating me surah AL NUR(ALLAH o NUR US SAMAWATE WAL ARZ......WALAAHU BIKULLI SHAEEIN ALEEM.etc ,nd i do feel ALLAH PAK much closer to me,i need to know about my current condition,wt is th8 all??nd thr ws a tym whn i ws the worst suffererr of black magic(for rishta bandish) just few months back

Anonymous said...

pehlay namaz parhein allah sa ruju karein mokil koi mazaq nahi

Anonymous said...

assalamu-alaikum, amil soname apka koi contact number milsakta he kya hum apse kese contact karen apni kisi b problem k liye plzzzz btaen thank you...

Anonymous said...

Dear Amil Sahab,

Assalamualekum

Mera name Mohammad Ahmad hai aur me aap se ijazat lekar Surah Fateha Mokkel Mp3 amal karna chahta hu apni jaiz hajat ko pura karne ke liye.plz aap ijazat de kar meri rehnumai kare.
aap hamari khuch bato ko solve kar de jo mujhe maloom karni hai:

agar ghar chota ho to kya kare.

kisi kam se kahi aana jana ho to kya dusri jagah pe karsakte hai.

Sote time agar napaki aagaye to raat me uth kar ghusul karna parega ya nahi

Unknown said...

Assalamu-Alaikum, Bhaijaan,
My self Deepak, I am belongs to Hindu Religion. Mene apke sabhi article read kiye jisme aapne apne jeevan ki saari knowledge bata di.
Yeh knowledge kafi interesting hai me apko salute karta hu ki aapne apna gyan duniya ek har kone tak pahuchaya.
Aapne sabhi hidden cheezo ke baree me bakhubi bataya.
Me Sabhi Religion me vishvas rakhta hu. Chahe wo koi bhi dharam ho.
Naam alag par cheez wahi hai.

Apne surah fateha ke mokel ke baree me bataya.
Mujhe kafi baar dikhaye diya ki jaise mere sir par green rang ki pagdi/topi hai, me masjid me hu, kafi log waha par namaz padh rahe hai. Inn sab sapno ka kya meaning hai.

Me bhagwan me hadd se jyada vishvas rakhta hu, bhagwan ko bahut pyar karta hu, uske bina me jee nahi sakta,
Me logo ke help karne ke liye hamesha tayaar rehta hu chahe wo problem kisi bhi type ki ho,
Kya koi aisa rasta ya jariya hai jisse me bhi logo ki help kar saku.
Mujhe pata hai me apke religion ka nahi hu lekin me dharmo me farak nahi samajta,

Aap mere message ke reply jaroor karna. I am waiting for your feedback.

yasin taher shariff said...

i am safring in bussines i want saloshin

Cupboard painting, almirah painting, Mancha painting, biru painting said...

assalamu alaikum
main kamiyab ho gaya
app ko allah khush rakkhe

Anonymous said...

siraj ali agar aapka koi contact hai to plz mujhe send kar de ,, mujhe aapki sakht zaroorat hai,, allah aapko kush rakhe,.

Unknown said...

Asslamualekum aamil sahab banda bhi aap ka talibealm banna chahata hai hokom dijiye badhi nawajis hongi .
Talib. Abrar rhnami

Unknown said...

salam Hazrat may HAFIZ-E-QURAN HUN. QURAN-E-PAK KA TALAFFUZ ACHI TARAH ADAA KAR SKTA HUN KYA MAY APNI RECORDING KAR SKTA HUN?

Unknown said...

HAZRAT AP KA PRIVATE EMAIL ADDRESS MIL SKTA HAY. KUCH ZROORI BAT KRNI HAY.

Muzammil Ali said...

asalam o alaikum hazrat allah aap ko dunya o akhrat me kamyabo kamran kre allah aap ko aala darjon pe faiz kre aameen

Muzammil Ali said...

asalamo alaikum

Anonymous said...

asalam o alaikum, hazrat muje puchna tha k kya auratein periods k doran b ye amal kr sakti hain ya nahi? plz jawab dijiye ga plzmay bht musibat may hun plz

Anonymous said...

bhai sahab mje ye amal krne k liye apki ijazat chaiye, main bht mushkil may hun,plz mere liye dua kijiye plz may bht pareshan hun plz

Muzammil Ali said...

Asalam o alaikum hazrat allah aap ko apne pyaron me shamil kre mere haq me b dua farmaye me kale jadu ka victam houn plz

Anonymous said...

Asslam-o-alikum kiya ye ammal larkiya bi kar sakti hain or is ke liye kiya ijazt ki bi zarorat hoti ha kiya


Unknown said...

mera ye masla hai mere ghr walon ne zabarsti apni pasand meri mangni kardi khandan me, jab k main razi nai bht roti hn bht tarapti hn magr kisi ko rehm nai ata main kisi or ko behad pasand karti hn or wo b serious hai shadi karna chahta hai, pls kch esa amal bata den k ye rishta khud khatm hojaye pls

Anonymous said...

Asalamwalekum Jana
Kya a amal gals be karsakte hai even during periods.
Jazakallahkhair

Anonymous said...

assalam o alaikum amil sahab aap kay ilm say poorey dunya ko paida ho raha hay allah aap ko jazaye kher day may nay surah fatiha ka amal shuro keya hay our may kamyab ho raha hoo kuch hedayat day jazakallah

Unknown said...

please muje mera mamu ke uper kala ilam krwana hia mera mamu ne bhut tang kia huwa hia bhut taveez krwata hia harame uper muje koi esa taveez do ke mera 3 mamu bister hamesha ke liya so jai please

Anonymous said...

agrbti lgana lazmi h kya.mje jawb jaldi chye.plz

Yoga life said...

assalamualikum bhaijan, mene sura fathia ka amal kiya hoo. ar mujhee pehelee daronee sapne ana lagee,,sapne mee jerail feresta or azrail ko vi dekha..onhone meree sene pe fuu dea..ar ak roj dekha ke omar(rw) mujhee jharfuk karrehe haee..agar mere pass mukelat hay to maye kaisee samjhuu? ar maee kaisee inka estemal karo? bhaijan agar batatee to bohot meher bani hotee..from bangladesh

Anonymous said...

bhai ma studies ma buhat werk ho mujy koi amel bta dy jis sy ma studies ma perfect ho jao aur kia ais amel koi during period bhi kar sakty hy

Anonymous said...
This comment has been removed by the author.
Anonymous said...

bhai ais ka ans kasy hum par sakty hy

Unknown said...

humari dua ya muraad koi mokil nai puri kar sakta q kay Allah ki ijazat ki bina mokil ki bi koi taqat nai jo ap ki dua ya murad puri kar day ap Allah se mango Allah sab duao ko muarado ko puri karnay wala hay tahajjud par kar dua karo 5 wakat ki namaz kay bad dua karo Allah ap ki dua muraad puri karay ga.ap muslim ho muslim bano Allah se mango Allah se madad mango mokil se nai.Allah ap ko hidayat day Ameen.namz paro or dua karo or dayko Allah karta hay ap ki dua puri.

Unknown said...

Muje ap k phone number aur address chaya

Anonymous said...

Assalamoalikum
Sir I want to know that girls can do this Surah Fatiha Moakil wazifa ..Can I have your personal contact details for more information as it won't be suitable to write publically.

Anonymous said...

Ap ny web site py surah Fateha ka amal protected rkha hai hum is ko kaisy hasil kr skty hain

Anonymous said...

Salam bhahi mai Nazi surah fateya k mokil ki audio sunese mujha pehla achanak white sai main koi mardana deakta ha us k eyes sahi sai nahe dakra he mujha the WO phe ahchanak sai bht darhoni orat deak ra he or blood b phr sub tek hogaiya ap bata Hai k mai continued rakho yanahe

Kawish said...

Aslam-O-Alikum Dear ALL...........
amal too bohat acha hay lakin hum agr 5 waqat ki namaz phrna shuru kar dain too hum ALLAh paak say joo dua krain gay woo puri hoo jati hay......han.... ALLAH k kamon main dair zrur hay lakin andhair nahi hay

Anonymous said...

kindly help me aun kazmi i am sffringng vry big problem.plz 00923135000305

aejaz pinjari said...

good mere dost ne amal kiya wo kamyab ho gaya.

Anonymous said...

Mujy ye ammal karna hai lakn jub mahwaari ajay tho phr b karna hai kiaa?? Kia mai ye ammal karskti hum mai 24 ki hunnn

Rehman said...

Dear ba hi muje Ismay Husana are moekal qabo karny ka chila bataen
plz reply

salman said...

Salam Sir,

Apka page daikha bohot achy post hai sir
apse Muakil k wazifa ki ijazat chahy sir ta umar dua goo rahon ga sir apke reply ka intezar hai..

Anonymous said...

as salamu alaikum

Anonymous said...

salam sir
apka page buhat acha hy.sir ap sy muakil k wazifa ki ijzat chahy or agr ghr me alahdah room na ho to hearphone use kr skta ho?or ye ap k page sy surah fatiha downlond nai ho rahi kaya me kaie or web sy surah fatiha ly skta ho? sir ap ky reply ka intzar hy. ye mera Email hy (malik.arsl2007@yahoo.com)

as salam u alaikum.

Anonymous said...

Salam bhai kia aurat surah fateha k mokal k amal kr sakti ha plz reply me me bhot pareshani me hu

Anonymous said...

salam bhai kia koi meri help kr skta ha plz

Anonymous said...

assalam.u.alaikum
sir main yah puchna chata hon kay

Anonymous said...

assalam.u.alaikum
sir main yah puchna chata hon kay main ek kamray main hand free laga ker yah amal kar sakta hu aur ap say ijazat chahta hu aur yah mp3 recorlding mere mobile main download nai ho rahi kia main surah fatia in arbic download kar kay sun sakta hu ao kay jawab bay sabri saymuntazir hon wassallam plz mujhay is number 03421671897 per vontact karain shukria.

Anonymous said...

assalam.u.alaikum
sir main yah puchna chata hon kay main ek kamray main hand free laga ker yah amal kar sakta hu aur ap say ijazat chahta hu aur yah mp3 recorlding mere mobile main download nai ho rahi kia main surah fatia in arbic download kar kay sun sakta hu ao kay jawab bay sabri saymuntazir hon wassallam plz mujhay is number 03421671897 per vontact karain shukria.

Anonymous said...

Mujhay apka phone number chaya

Anonymous said...

assalamu alykum,

dear brother, I'd like to know that can ladies do this AMAL during their periods?

Many thanks

Anonymous said...

Sir yahan bht basic chizon k bare me bohot se sawal kiye hin ap openly jawab dia krin basic or non personal sawalon ka plz taky baki logon ko sawal karny ki zaroorat na parhy...
Thank u...

Anonymous said...

Aswlkum plz bataye ki ye amal ladkiyan bhi karsakti hai

ashfaq said...

how to download the audio ?????

prince hamiz said...

plz btaen lrkiya kr skti hen?

prince hamiz said...

plz btaen me ye amal kr skti hon I m 23 year old th 5th year married.

Anonymous said...

Sarah ali plz ap apna contect no toh snd kar dain mujhay apsa moukil ka wazifa ka baray mai kuch information laini hai..

Anonymous said...

Siraj ali maina apsa moukil ka wazifa ka baray mai kuch information laini hai ap apna contect no toh snd kar dain

Anonymous said...

asalamuvalekum
my ek ladki hun mere shadi ho chuki hi.kya my surah fateha ka amal karsaktehun yacnahi.ap muje bataiye plz .mere shohar ke family takleef me hi my unki madad karna chahatehnu.hamare liye dua kijiye

Anonymous said...

asalamuvalekum
sir plz mere mada kijiye.

Anonymous said...

Sir apna no to sent kera

Anonymous said...

Salam! Hazrat sahab mein aap se surah fatiha k mokil se jaiz kam lene ka jo amal hai uski ijazat chahta hoin mera naam muhammad umer hai walda ka naam zaib un nissa hai
Sawal: janab ager amal k doran raat mein ghussal ki hajat ho jae to kiya amal ki recording off kr k aghussal krne jae ya chalne dein jazak ALLAH

Unknown said...

Asalam o alekome janab ap jobi ho app q jawab nai dete ho q?????

Unknown said...

dear mera apsa yah sawal ha kah apna jo surah fatiha wala mukel wala bataya ha uska lia alag kamra hona zarori ha or agher sta waqat wazo tot jaya toh or kiya mokel mojha ya mera gher walo ko noksan pohcha aya ga

Anonymous said...

kabi kisi ny alaf ka bhe amal kiya h ya alaf ko hifaz kiya h. alaf ki pehchan kar lo ye sub cheezain tabeh ho jain gee.
nafa apny ku kar pehchan ban kar sadho ho ja Raam
alif lam mem hai ek quran baki sub es ki sharah he jaan.

Anonymous said...

Salaam Bhai ma bhot prob ma hun plz ma ap sa phn pa baat karna chati hun ma aik bawa hun bacho k measly pa bat karni ha

Anonymous said...

Assalamualaikum! Kya aap ka contact no Ya aap ki personal I'd mil sakti hai..? Mujhe aap ke suggestion leni hai..

Anonymous said...

Aoa maina apsa yeah pouchna hai kah agar koi aik surah ka amal kar chuka ho aur ab aik aur surah ka amal karna chahta ho toh kya kar sakta hain

Unknown said...

Kya ya surah mp3 per play kar ear phone laga sak te hai ya nai.

Unknown said...

Ear phone laga sak te hai ya nai.

shoaib said...

KYA KESI KI AMEL SONAME SE BAAT HOEE HAI

Unknown said...

a.o.a!plz bta den k larkiyan ye amal kr skti hain kia...jb k gar mai ek he kamra ho to ear phne lga skty hn kia?or periods k days mai sun skty hn k nhi plz sir tell me...mj is amal ki ijazat b dey den

Unknown said...

a.o.a!plz bta den k larkiyan ye amal kr skti hain kia...jb k gar mai ek he kamra ho to ear phne lga skty hn kia?or periods k days mai sun skty hn k nhi plz sir tell me...mj is amal ki ijazat b dey den

Unknown said...

asalam walyakum bhai koi 1 din ka amal hai kya pura din ya raat ka

Unknown said...

asalam walykum bhai koi yek din ka amal hai kay

Unknown said...

Yeh amal ham kisi se karwaly ASalmualikum sakty hai kay plz answe me bhai

Anonymous said...

Yeh amal ham kisi se karwaly ASalmualikum sakty hai kay plz answe me bhai

Unknown said...

Shukar Al hamdulilllah hum kamyab hogaye
1. Maine Earphone lagaya tha.
2. bech me kai din chut gaye the.
3.Neyat saaf rakhi
4.Napaki k din amal rok diya n baad me wahi se age bada yani dohraya nai
5. Namaaz padta 5tymz

Unknown said...

me kisis k saath 4 saal se involved hn aur humara rishta be hadd gehra hai, lekin unke parents zabardasti unki shadi unki cousin se krwa rahe hain jis me srf 13 din baki hain me bht pareshan hun, woh bhi bht pareshan hain lekin drte hain k kahin unke inkaar se unke bemaar abu mazeed bemaar na hojayein isliye majbur hain humne har koshish ki unke parents ko mnane ki har baar na kaam rahe unke parents aur ghr walon ne shayad taveez bhi kiye aur humari har koshish pr paani phirta raha ap btaein k kya esa hoskta hai k yeh nikkah hone se ruk jaye? plllz help am really worried.

Anonymous said...

Me $ saal se kisi k saath involved hoon aur hum dodo bht close hain, lekin jinse me pyaar krti hn unke ami abu humare rishte ki liye pichhle kaffi arse se mna kr rahe hain humne bht koshish ki unko mnane ki har trha se koshish ki lekin woh log nahi mante balke un logon ne taveezat tak ka sahara bhi liye, ab woh apne betay ki shadi zabardasti unki cousin se krwana chahte hain nikkah me srf 13 din baki hain, woh log apne betay ko abu k heart attack se dra kr aur black mail kr k yeh shadi zabrdasti krwa rahe hain. jin se me pyaar krti hn woh bhi mujhse be had pyaar krte hain aur rotay hain iss halat me lekin bht be bass hain kya kuch esa hoskta hai k yeh nikkah hone se ruk jaye? plllllzzzz maddaaa kijiye

Unknown said...

sir m pochna chchta hu k is sy koi nuqsan t ni hoga...mtlb mujhy to abi ye parh k hi dar lagny lag gya

nishat said...

female 40 din lagatar nahi parh saktain naga a jata hai napaki ki waja se to is surat main female kia karain

Unknown said...

Asalam-u-Alaikum,
mene ye amal kia tha (4,august,2015)sy start kia tha or 40 din pore kye is doran mujhy 2 dafa (Muhammad SAW)ka didar hua khuab main lakin ab me house arrest rehta hu adam bezar khamosh log mjhy pagal kehte hain mjhy agye kuchh nzr nii ata life me
megatyperworker11@gmail.com

Unknown said...

assalam waleykum kya khubsurat sa baat apne batai is post mai

Unknown said...
This comment has been removed by the author.
Anonymous said...

Assalam.O.Alaikum.
mera nam Abdullah Rasheed hy.
mai ap se cal pe bat krna chahta hon mai buhat parshan hu meri zindagi ka sawal hy kya ap mujahy apna phone no dy saktay hain plzzz jldi ans kariy ga plzzz ...
Allah Hafiz

Unknown said...

Salam ap bro
Sorah fatiha kis trha Dow krni ha what sy Dow mhi ho rhi sorha shreed

Unknown said...

Salam to all
Sorha fatiha khi sy b Dow kar lo ya yha sy hi Dow ki jaye......
Plz kyi bta day

Sarfraz Siddiqui said...

ASSALAMU WALAIYKUM BHAIJAAN,

Bhai jo tumne 7 bate batai yh sb ho chuki h .

or ab bhi hoti hain main yh janna chahta hoo ki mere sath jinnat hain ya mohkkil !

Allah ki raza ke liye meri madat kro.

Unknown said...

Sarfraz sahib ap mujae kush btayea plz me b amal krna chahta ho is ka koyi noksan wghera to nhi ha Po tel me anyone amal sahib to koyi replay krty nhi hain

Khokhar said...

Assalam U Alaikum
Sir apka contact num mil skta hy...??? agr han tw plzzzz mujhe is num pr sirf msg kr den me khud apse contact kr lnga....!! JAZAKALLAH

Unknown said...

Sir ma ye amal krna chata hun jaiz kam k liye is k liye ijazt kisi sy lani pary GI our mokelat ko bejny k liye kia kuch krna parry ga wapis muje bata sakty hain

Unknown said...

Sir ma ye amal krro to koie nuksan to nhi hoga kia kisi sy ijazt leni hogi our mokelat wapis khsy jahy gy

Unknown said...

mujha ijazat ata krey plzzzz

sarfaraz said...

can i get ur number please i want to talk to about amal

Anonymous said...

Mere room se kbi kbi khushboo ati h thori dair bad khudi khtam hojati h iska kia mtlb h koi bya skta??

Unknown said...

Mene ye amal ko saatat kardiya hai
Mu 5din se lekar sex khawab aate hai

Unknown said...

Ye amal me kar rahahu amal mene
Kiya hai 13 din huwe hai par
Mooje sex khwab aate hai

Unknown said...

AsLam O Laikum Janaab

Anonymous said...

Assalam o Alaikum Dosto

is amal ki ijazat sab ko hai ap bass Allah ka name ley kr amal start kr dein

Females ke lye Jo periods ki problem hai to wo periods ke din amal stop kr dein
jab pak ho jayein to amal start kr dein aur din count krein jab 40 din porey ho jain to Roz Surah e fatiha ko 11 bar parh kr Dua mangtey rahein apny maqsad ke lye shukria !!!!

Jin ko ye mp3 download karney me problem ho rahi hai to wo ye audio file Shaikh al sudais ki awaz me kahein se download kr lein bina tarjuma wali

Anonymous said...

Assalam o Alaikum Dosto

is amal ki ijazat sab ko hai ap bass Allah ka name ley kr amal start kr dein

Females ke lye Jo periods ki problem hai to wo periods ke din amal stop kr dein
jab pak ho jayein to amal start kr dein aur din count krein jab 40 din porey ho jain to Roz Surah e fatiha ko 11 bar parh kr Dua mangtey rahein apny maqsad ke lye shukria !!!!

Jin ko ye mp3 download karney me problem ho rahi hai to wo ye audio file Shaikh al sudais ki awaz me kahein se download kr lein bina tarjuma wali

Anonymous said...

Asalam alaikum amel somane plzz plzz meri madad krain main koch salon sy bohat preshan hoon plzz mujpr jadu hy or bar bar hota rehta hy ap ny jitny Shetan jinat k bary main bataya on main sy bohat sary mery sath hain jo mujhy preshan krty rehty hain hr kam main rokawat hy or mery sath ghalt harkatain bhi krty hain main female hoon unmarried hoon meri shadi bhi Nahi hoti meri age 27 hy. Meny pehaly bhi comments main comment likhain hain pr apka koi reply nahi aya ye mera email address hy sagittarius.isfire@yahoo.com plzzz plzz mujsy rabta main bohat bohat preshan hoon.amel soname plzz meri madad krain plzz

Anonymous said...

Sir ma ye Jamal karna cahta hu plz muhjy ijazat dijiye

Unknown said...

ASSALAMUALAIKUM HAZRAT PLEASE 114 SURAH KA MOKELAT RECITATION UPLOAD KARDE TAAKE PURA QURAN SE MUKAMMAL FAIDA HASIL KARSAKAY

nasshsuduxj said...

Dear Bai jaan, Asalaam alaikum,
Mein ne aap ki website say bahot kuch
seekha. Aap maashaAllah bahot tafseel say
likhtay hain.
Meray chand sawaal hain, aap say guzaarish
hai Kay jaawaab mujjay jald say jald dain.
1. isaar ( yehni amal karnay ke liyay Jo daira
banatay hain) uss ka tafseel say tareeka?
2. agar Amal kartay waqt wuzu tootay, ya
koi aur emergency ho to kiya karna chaiyay?
3. Amal karnain kay baad, isaar (yehni
dairay) say bahir nikalnain ka tareeka?
4. Kiya sirf amal kartay waqat hi moakil
daraatay hain ya kissi waqt be aap ko daraa
saktay hain?
Allah tahla aap ko hamaysha khush rakhay.
5. kiya moakil Amal karnain waalay Kay
ilaawa uss ki family members ko be
daraatay hain, ya koi nuksaan detay hain?
6. Kiya moakil kissi mareez ki bemaari ka
ilaaj ya medication bata saktay hain?
7. Kiya hum moakil ko physically mehsoos
kar saktay hain, yehni haath milaana?
8. Kiya moakil har kaam Jo Islamic ho, jitna
hi mushkil ho, kar saktay hain? Yehni kiss
kaafir hukamraan ko Muslim bana sakhtay
hain?

Related Posts