
surah al anaam ka mokel zalael ha . or kohi be shaks jo jahiz hajat rakhta ho wo is se kam lay sakta ha . irade nake or pak hona chaheya . verna nooksan ka andesha ha . is amal se kisi be kisam ka kohi be nooksan nahi ha . or na he kohi sharayat pore karna ki zaroorate ha bus proper tareka se is amal ko karna ha . kushes yeah kareen namaz zaroor pareen or agar mard kar raha ha to wo masjid main ja kar namaz pareen taka kamyabe ho . agar kohi shaks yeah chahe k wo surah al anaam ka mokel se kam lay or surah anaam ka mokel us ki her jahiz kam main madat kareen to wo u kareen apna room alag karleen yani alag room main sohe , pak saaf ho kar . bawazu halat main apna kamre main aggarbati jalahe . or is amal ki recording raat ko sote waquat apna pc ya mp3 player main play kar k or auto repeat per kar k so jahe taka recording bar bar play hote rahe recording play karna ki awaz ko itna rakhe ka app ko sonahe deta rahe yani sota howa be recording ki awaz apka kano main parti rahe or sobah oth kar is amal ki recording ko band karden roz . ana yeah kam kareen takrebon is amal ki meyad , 4 din se le kar 40 din tak ki ha . jesa jesa din barte jahe gay mokel amel ko jan jata ha phir ahista ahista mokel us ka khoweb main zahir hota ha
download surah al anaam recordingsurah al anaam mokel recitation.mp3
baki hidayat is link per ja kar pareen surah fateha ka mokel se jahiz hajat pore karwana
agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa hamare kohi or dosare kisi be kisam ki help support nahi ha
dua main yaad rakhya ga
amel soname
amel_soname@yahoo.com